12Feb 2007
Toh fir aao…
Mujhko sataao…….
Toh fir aao…
Mujhko Rulaao…..
Gham le ja tere…..
Jo v tune diye…
Yaa fir muhko bataa……
Inko kaise sahe……..
Toh fir Aaoo..
Mujhko..Saataaoo…
Toh fir aaoo..
Mujhko Rulaao…
AA v jaao…Aa v jaaoo…
Aaa v jaaoo….
Aaa v jaaoo…
Aaa v jaao………
Hazaro bar is song ko sun chukka hu….par ab v jab v dobara ise suntan hut oh lagta hai 1st time hai…….
Shuru shuru mai toh yeh song mai use hi yaad karke gaya ya suna krta thapar ab dheere dheere yakin ho gaya hai k shayad koiu nahi aane wala..Nahi jaanta k wok aha hai par bus ji chata hai k aawaz us tak pohonch jaaye….
Par ab jab koi aisa sad song sunai deta hai….toh uske chehre k jagah bhagwaan ko yaad karta hu…..song ko uparwale se relate karta hu jaise k bhagwaan hi mera payr hai…
Aur kar v kya skta hu…..E Maalik mjhe please apne
paas bula le yaar….mai yahan bohot akela hu….mai bohot taqleef main hu…is dard
se mujhe riha kar de maalik..dekh kitna waqt ho gaya hai Maalik..itne saal
gujar gaye..sab badal gay..sab badal gaye..par bus mai waise ka waise
hu…pls…
mujhe is dard se riha kar de Maalik….


No comments:
Post a Comment